Dholak mein taal hai paayal mein chan chan ...(2)
Ghoonghat mein gori hai sehre mein saajan
Jahan bhi yeh jaayen bahaare hi chaaayen
Yeh khushiyaan hi paayen mere dil ne duayen di hai
Mere yaar ki shaadi hai...(2)
Dholak mein taal hai paayal mein chan chan

Mere yaar ki shaadi hai...(4)
Pyaar mila preet mili mere yaar ko
Badi pyaari jeet mili mere yaar ko
Pyaar mila preet mili mere yaar ko
Badi pyaari jeet mili mere yaar ko
Khush hai jo dil maine mehfil ...(2)
Jeeto se saja di hai
Mere yaar ki shaadi hai...(4)
Haar nahin jeet nahin yahan pyaar hai
Jis main haar jeet ho woh kahan pyaar hai
Haar nahin jeet nahin yahan pyaar hai
Jis main haar jeet ho woh kahan pyaar hai
Lag ja gaale yaar mere
Lag ja gaale yaar mere maine dil se sada di hai
Mere yaar ki shaadi hai...(3)
Saathi sakhiyaan bachpan ka yeh angna
Gudiya jule koyi bhi to hoga sang na
Chupaungi aasoon kaise bege ge kangna
Saathi sakhiyaan bachpan ka yeh angna
Gudiya jule koyi bhi to hoga sang na
Chupaungi aasoon kaise bege ge kangna
Saathi sakhiyaan re
Saathi sun le bole jo yeh angna
Yeh mann jeevan pyaar ke hi rang main rang na
Has degi teri chudi khankegi kangna
Saathi sun le re
Mere yaar ki shaadi hai...(3)